Wikipedia par PDF kaise banaye ?
Akshar bohot se log Wikipedia par kuch padne jaate hai, Lekin kuch aise topics bhi hote hai jinhe hum baar baar padhte hai. Aise topics ko hume apne pass save kar lena cahiye jisse ki hame Wikipedia baar baar na kholni pade.
Is article me hum jaanege ki kis tarha hum Wikipedia ke kisi bhi top ko PDF format me convert karke download kar sakte hai.
Step 1: Sabse pehle jis bhi Topic ko aapne download karna hai uske Wikipedia page par jaiye.
Step 2: Agle step me Left side Menu me jaakar Print/Export ke neeche likhe Download as PDF par click kare.
Step 3: 1-2 min me aapki PDF tayaar ho jayegi. Is page pe Download par click kare.
Step 4: Aapki file pdf format me desktop par niche left side me Download ho jayegi.
Agar aapko kuch janna hai ya phir aapka koi question hai, to aap comment kar sakte hai. or hume subscribe bhi kar sakte hai.
Dhanywaad
Ye Bhi Padhe:
Nice post
ReplyDeletehttp://www.indiatechtrick.com